The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Aaye Maiya Ke Navrate | आए मैया के नवराते - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Aaye Maiya Ke Navrate,
Ho Rahe Ghar Ghar Mein,
Ho Rahe Ghar Ghar Mein Jagrate,
Rijhate Maiya Ko,
Rijhaye Maiya Ko Jhoomte Gaate,
Goonj Rahi Bhakto Ki,
Goonj Rahi Bhakto Ki Jai Jaikar,
Saja Hai Mata Ka,
Saja Hai Mata Ka Darbar ॥Bulava Jab Jab Bhawan Se Aaye,
Bhej Ke Chithiyaan Oye,
Bhej Ke Chithiyaan Maat Bulaye,
Nange Paon Oye,
Nange Paon Chalke Jayen,
Bhente Leke Oye,
Bhente Leke Khade Hai Dwar,
Maiya Darshan Do,
Maiya Darshan Do Sinh Sawar ॥

Maan Ka Koi Hai Paar Na Paya,
Roop Dhar Kanya Ka,
Roop Dhar Kanya Ka Mahamaya,
Dukhda Bhakto Ka,
Dukhda Bhakto Ka Maat Mitaya,
Kare Kanyao Ka,
Kare Kanyao Ka Jo Satkar,
Bhawani Karti Beda Paar ॥

Vaishno Maan Ki Mahima Bhari,
Haregi ‘Lakhkha’ Chintaye Saari,
Sherowali Ki,
Jotawali Ki,
Mehrawali Ki,
Ambe Rani Ki,
Taranhari Haari Maan,
‘Saral’ Chal Chalie Oye,
‘Saral’ Chal Chalie Oye Ek Baar,
Khulenge Khushiyon Ke,
Khulenge Khushiyon Ke Phir Dwar ॥

Aaye Maiya Ke Navrate,
Ho Rahe Ghar Ghar Mein,
Ho Rahe Ghar Ghar Mein Jagrate,
Rijhaate Maiya Ko,
Rijhaye Maiya Ko Jhoomte Gaate,
Goonj Rahi Bhakto Ki,
Goonj Rahi Bhakto Ki Jai Jaikar,
Saja Hai Mata Ka,
Saja Hai Mata Ka Darbar ॥

| | | |

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Vishvakarman

Vishvakarman

Vishvakarman | God of Creation, Craftsmen & Architects

Sarasvati

Sarasvati

Sarasvati | Definition, Depictions, Worship, & River

Varaha

Varaha

Varaha | Avatar, Boar & Vishnu

Parashurama

Parashurama

Parashurama | Axe-wielding Warrior, Avatar, Brahmin

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Jagannatha

Jagannatha

Jagannatha | Ratha Yatra, Puri, India

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shiv Mandir

Shiv Mandir

Kapariwas, Haryana

Hanuman Ji Temple

Hanuman Ji Temple

Budha Sirthara, Madhya Pradesh

Maa Durga Temple Badi

Maa Durga Temple Badi

Badi, Madhya Pradesh

Shree Rajeswari Durga Mandir

Shree Rajeswari Durga Mandir

Jabalpur, Madhya Pradesh

Temple Shiv G

Temple Shiv G

Tajganj, Uttar Pradesh

Siddheswar Mandir

Siddheswar Mandir

Mahgawan Tappa Sunhera, Madhya Pradesh

View All
Searches leading to this page
Aaye Maiya Ke Navrate bhajan | Aaye Maiya Ke Navrate bhajan in English | Aaye Maiya Ke Navrate devotional song | Aaye Maiya Ke Navrate bhajan lyrics | Aaye Maiya Ke Navrate bhajan youtube | Aaye Maiya Ke Navrate bhajan online | Aaye Maiya Ke Navrate religious song | Aaye Maiya Ke Navrate bhajan for meditation