The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Gajanand Vandan Karte Hain | गजानंद वन्दन करते है: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Gajanand Vandan Karte Hain ॥Aaj Sabha Mein Swagat Hai,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Dev Tumsa Na Duja,
Pratham Ho Teri Puja,
Naam Tere Ka Danka,
Aaj Ghar Ghar Mein Gunja,
Ved Puran Shastr,
Sab Tera Varnan Karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Uma Shankar Ke Pyare,
Hamare Bano Sahare,
Riddhi Siddhi Ke Data,
Bhare Bhandar Hamare,
Gale Haar Pehnakar,
Maathe Chandan karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Teri Adbhut Hai Maya,
Kodiyo Ko De Kaya,
Bhari Bhakto Ki Jholiyan,
Sharan Jo Tere Aya,
Teri Daya Se Andhe Bhi,
Jag Darshan Karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

‘Maatrdatt’ Vinati Karata,
Laabh Shubh Devo Aakar,
Syam Sundar Gun Gata,
Bas Tera Dhyan Lagakar,
Tera Sumiran Karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Surya

Surya

Surya | God, Meaning, & Hinduism

Kalkin

Kalkin

Kalkin | Avatar, Destroyer & Preserver

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Kubera

Kubera

Kubera | God of Wealth, Hinduism, Yaksha

Mitra

Mitra

Mitra | Vedic Deity, Solar Deity, Protector

Vishnu

Vishnu

Vishnu | Hindu deity

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Devi Mandir

Devi Mandir

Bhunna Taga, Uttar Pradesh

Lord GORAKH NATH place

Lord GORAKH NATH place

New Delhi, Delhi

Pahad Bale Hanuman Ji

Pahad Bale Hanuman Ji

Aswar, Madhya Pradesh

Ravidas Mandir

Ravidas Mandir

Haryana

Jai malan dhaniyani temple

Jai malan dhaniyani temple

Sayed Mozali Ka Tala, Rajasthan

Ramdev Mandir

Ramdev Mandir

Adampur, Haryana

View All
Searches leading to this page
Gajanand Vandan Karte Hain bhajan | Gajanand Vandan Karte Hain bhajan in English | Gajanand Vandan Karte Hain devotional song | Gajanand Vandan Karte Hain bhajan lyrics | Gajanand Vandan Karte Hain bhajan youtube | Gajanand Vandan Karte Hain bhajan online | Gajanand Vandan Karte Hain religious song | Gajanand Vandan Karte Hain bhajan for meditation