The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Sanwara Jab Mere Sath Hai | सांवरा जब मेरे साथ है - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Sanwara Jab Mere Sath Hai,
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ।
Iske Rahte Koi Kuch Kahe,
Bolo Kiski Yah Aukat Hai ॥Chhaye Kali Ghatae to Kya,
Iski Chhatri Ke Niche Hoon Main ।
Aage Aage Yah Chalta Mere,
Mere Malik Ke Pichhe Ham Main ।
Isne Pakda Mera Haath Hai,
Mujhko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

Iski Mahima Ka Varnan Karoo,
Meri Vani Mein Vo Dam Nahin ।
Jab Se Iska Sahara Mila
Phir Satae Koi Gam Nahin ।
Baba Karta Karamat Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

Kyon Main Bhatku Yahan Se Wahaan
Iske Charnon Mein Hai Baithna ।
Jhoothe Swarth Ke Rishte Sabhi,
Kahna Se Hai Rishta Bana ।
Ye Karta Mulakat Hai,
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

Jahan Anad Ki Lagti Jhadi,
Aisi Mahafil Sajata Hai Ye ।
‘binnu’ Kyon Na Deewana Bane,
Aise Jalve Dikhata Hai Ye ।
Dil Churane Mein Bikhyat Hai,
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

| | | | | | | |

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara | Androgynous Form, Shiva-Shakti & Hinduism

Surya

Surya

Surya | God, Meaning, & Hinduism

Matsya

Matsya

Matsya | Avatar, Fish God & Incarnation

Prajapati

Prajapati

Prajapati | Creator God, Vedic God & Vedic Rituals

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Vishnu

Vishnu

Vishnu | Hindu deity

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shiv Mandir

Shiv Mandir

New Delhi, Delhi

Mandir, Budehri

Mandir, Budehri

Haryana

Shri Hanuman Temple ,Mograwadi

Shri Hanuman Temple ,Mograwadi

Valsad, Gujarat

Guga Ji Temple

Guga Ji Temple

Makri, Himachal Pradesh

Mahakali Temple

Mahakali Temple

Gujarat

Mandir Baba Shri Kuawala Ji

Mandir Baba Shri Kuawala Ji

Agra, Uttar Pradesh

View All
Searches leading to this page
Sanwara Jab Mere Sath Hai bhajan | Sanwara Jab Mere Sath Hai bhajan in English | Sanwara Jab Mere Sath Hai devotional song | Sanwara Jab Mere Sath Hai bhajan lyrics | Sanwara Jab Mere Sath Hai bhajan youtube | Sanwara Jab Mere Sath Hai bhajan online | Sanwara Jab Mere Sath Hai religious song | Sanwara Jab Mere Sath Hai bhajan for meditation