The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra | एक दिन बोले प्रभु रामचंद्र: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Ek Din Bole Prabhu Ramchandra,
Main Mann Ki Baat Batata Hoon,
Tum Lete Raho Hanuman Yahan,
Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Hanuman Hue Hairan Ye Sun,
Bole Aisa Na Sambhav Hai,
Malik Sevak Ke Dabaye Charan,
Ye Nath Nahi Ye Sambhav Hai,
Ye Maha Paap Hai Mere Prabhu,
Main Jeete Ji Mar Jaunga,
Tum Lete Raho Hanuman Yahan,
Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Prabhu Ram Ki Vani Sunkar Ke,
Hanuman Bade Hairan Huye,
Ichchha Ajeeb Mere Ram Ki Hai,
Ye Sun Ke Bade Pareshan Huye,
Yeh Bhi Nahin Sambhav Hai Prabhu,
Jab Hoga Main Batlaunga,
Tum Lete Raho Hanuman Yahan,
Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Treta Ke Baad Yug Dwapar Hai,
Dwapar Mein Avsar Paoge,
Main Murli Bankar Aaunga,
Tum Kanha Ban Kar Aaoge,
Honthon Se Lagana Tum Mujhko,
Main Tere Bhakt Nachaunga,
Tum Lete Raho Hanuman Yahan,
Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Ye Tum Jaano Ya Main Jaanu,
Prabhu or Koi Ye Jaane Na,
Murli Ke Roop Mein Hanumat Hai,
Ye Ram Siva Koi Jaane Na,
Dono Ki Rahegi Maryada,
Main Doshi Na Kehlaunga,
Tum Lete Raho Hanuman Yahan,
Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra,
Main Mann Ki Baat Batata Hoon,
Tum Lete Raho Hanuman Yahan,
Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram,
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

Agni

Agni

Agni | Vedic Deity, Fire God, Hinduism

Harihara

Harihara

Harihara | Vishnu-Shiva, Avatar & Supreme God

Saptamatrika

Saptamatrika

Saptamatrika | Goddesses, Hinduism, Worship

Krishna

Krishna

Krishna | Story, Meaning, Description, & Legends

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Ved Mandir

Ved Mandir

Kankaria, Gujarat

Hangman Mandir

Hangman Mandir

Jatoli Ghana, Rajasthan

Shiv Temple (Mitti Put Mandir)

Shiv Temple (Mitti Put Mandir)

Dasuya, Punjab

Shri Krishan Gopal Goshala Seva Samiti

Shri Krishan Gopal Goshala Seva Samiti

Hardaswali, Rajasthan

Nagdev Baba Mandir

Nagdev Baba Mandir

Jaulkhera, Madhya Pradesh

Shiv Temple

Shiv Temple

Dhabraina, Himachal Pradesh

View All
Searches leading to this page
Ek Din Bole Prabhu Ramchandra bhajan | Ek Din Bole Prabhu Ramchandra bhajan in English | Ek Din Bole Prabhu Ramchandra devotional song | Ek Din Bole Prabhu Ramchandra bhajan lyrics | Ek Din Bole Prabhu Ramchandra bhajan youtube | Ek Din Bole Prabhu Ramchandra bhajan online | Ek Din Bole Prabhu Ramchandra religious song | Ek Din Bole Prabhu Ramchandra bhajan for meditation