The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge | कन्हैया कन्हैया पुकारा करेंगे - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge,
Lataon Mein Brj Ki Gujara Karenge ।
Kahin to Milenge Vo Banke Bihari,
Kahin to Milenge Vo Banke Bihari,
Unhi Ke Charan Chit Lagaya Karenge
Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge,
Lataon Mein Brj Ki Gujara Karenge ।Bana Karke Hriday Mein Ham Prem Mandir
Waheen Unko Jhoola Jhulaya Karenge
॥ Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge… ॥

Unhen Ham Bithayenge Aankhon Mein Dil Mein
Unhi Se Sada Lau Lagaya Karenge
॥ Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge… ॥

Jo Ruthenge Hamae Vo Banke Bihari
Charan Ko Pakad Ham Manaya Karenge
॥ Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge… ॥

Unhen Prem Dor Se Ham Bandh Lenge
To Phir Vo Kaha Bhag Jaaya Karenge
॥ Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge… ॥

Unhonne Chhudaye the Gaj Ke Vo Bandhan
Wahi Mere Sankat Mitaya Karenge
॥ Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge… ॥

Unhonne Nachaya Tha Brahmand Sara
Magar Ab Unhen Ham Nachaya Karenge
॥ Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge… ॥

Bhajenge Jaha Prem Se Nand Nandan
Kanhaiya Chhavi Ko Dikhaya Karenge

Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge,
Lataon Mein Brj Ki Gujara Karenge ।
Kahin to Milenge Vo Banke Bihari,
Kahin to Milenge Vo Banke Bihari,
Unhi Ke Charan Chit Lagaya Karenge
Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge,
Lataon Mein Brj Ki Gujara Karenge ।

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

Agni

Agni

Agni | Vedic Deity, Fire God, Hinduism

Rama

Rama

Rama | Description, Symbolism, Meaning, & Facts

Shiva

Shiva

Shiva | Definition, Forms, God, Symbols, Meaning, & Facts

Krishna

Krishna

Krishna | Story, Meaning, Description, & Legends

Yama

Yama

Yama | Ruler of Dead, Judge of Souls & Lord of Dharma

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Temple

Temple

Sagwara, Rajasthan

Shri Bhadrakali Mata Mandir

Shri Bhadrakali Mata Mandir

New Delhi, Delhi

Shri Ram Janki Mandir

Shri Ram Janki Mandir

Shahdol, Madhya Pradesh

Hanuman, Shiv Temple

Hanuman, Shiv Temple

Barwara, Himachal Pradesh

Sharda Mandir

Sharda Mandir

Bhopal, Madhya Pradesh

Lord Shiv Temple

Lord Shiv Temple

Mungaoli, Madhya Pradesh

View All
Searches leading to this page
Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge bhajan | Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge bhajan in English | Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge devotional song | Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge bhajan lyrics | Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge bhajan youtube | Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge bhajan online | Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge religious song | Kanhaiya Kanhaiya Pukara Karenge Lataon Me Brij Ki Gujara Karenge bhajan for meditation