Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum,
Yah Hindustan Humara,
Tha Swami Ji Ka Nara,
Tha Swami Ji Ka Nara,
Hai Us Saput Ki Saard Sati Jo,
Bharat Maan Ka Pyara,
Tha Sanskrti Ka Rakhwala,
Tha Bharat Maan Ka Pyara,
Vande Mataram Vande Mataram ॥Guru Ramakrishnan Ke Charnon Mein,
Balak Naren Tha Aaya,
Guru Ramakrishnan Ke Charno Me,
Balak Naren Tha Aaya,
Tab Uske Mukh Ka Tej Dekhkar,
Guru Ne Tha Apnaya,
Wah Roop Vivekanand Hua ,
Maan Kaali Ka Tha Pyara,
Tha Sanskrti Ka Rakhwala,
Tha Bharat Maan Ka Pyara,
Vande Mataram Vande Mataram ॥
Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Hum,
Naara Amar Diya Tha,
Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Hum,
Naara Amar Diya Tha,
Karm Yog Aur Raaj Yog Hit,
Humko Prabuddh Kiya Tha,
Humko Prabuddh Kiya Tha,
Wah Kanyakumari Amar Shila,
Sagar Ka Dhany Kinara,
Tha Sanskrti Ka Rakhwala,
Tha Bharat Maan Ka Pyara,
Vande Mataram Vande Mataram ॥
Vah Aaj Chicago Yaad Kare,
Jahaan Dharm Pataka Phahari,
Wah Aaj Chicago Yaad Kare,
Jahaan Dharm Pataka Phahari,
Yugpurush Vivekanand Tum Hi the,
Dharm Dhwaja Ke Pahari,
Dharm Dhwaja Ke Pahari,
Tha Vishwa Dharm Sammelan Mein,
Bharat Ka Roop Savara,
Tha Sanskrti Ka Rakhwala,
Tha Bharat Maan Ka Pyara,
Vande Mataram Vande Mataram ॥
Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum,
Yah Hindustan Humara,
Tha Swami Ji Ka Nara,
Tha Swami Ji Ka Nara,
Hai Us Saput Ki Saard Sati Jo,
Bharat Maan Ka Pyara,
Tha Sanskrti Ka Rakhwala,
Tha Bharat Maan Ka Pyara,
Vande Mataram Vande Mataram ॥