The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai | सर पे चुनरिया लाल, और हाथों में मेहंदी रचाई है: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Hathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal,
Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Hathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥Mere Ghar Aangan Mein,
Maiya Padhari Hai,
Meri to Mauj Hai,
Maiya Ko Pa Karke,
Aisa Laga Jaise,
Diwali Roj Hai,
Pyaar Ka Uphaar,
Pyaar Ka Uphaar,
Bhakto Ke Liye Maan Lai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥

Bhoolkar Saari,
Duhkh Aur Takliphen,
Maiya Ka Dhyan Dharo,
Thaath Kar Degi,
Gar Maan Jayegi,
Jara Gungaan Karo,
Maiya Ke Darbaar,
Maiya Ke Darbaar,
Mein Hoti Sabki Sunvai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥

Kar Do Daya Itani,
Jab Bhi Bulaoon Main,
Lage Tu Paas Hai,
‘Shivam’ Tera Mera,
Nata Purana Hai,
Ye Rishta Khaas Hai,
Rakhkar Ke Vishwas,
Rakhkar Ke Vishwas Jisne,
Maan Ki Jyot Jagai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥

Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Haathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal,
Sar Pe Chunariya Lal,
Aur Haathon Mein Mehndi Rachai Hai,
Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai,
Sar Pe Chunariya Lal ॥

| | | |

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

Ganesha

Ganesha

Ganesha | Meaning, Symbolism, & Facts

Matsya

Matsya

Matsya | Avatar, Fish God & Incarnation

Lokapāla

Lokapāla

Lokapala | Definition & Facts

Harihara

Harihara

Harihara | Vishnu-Shiva, Avatar & Supreme God

Ayyappan

Ayyappan

Ayyappan | Hinduism, Sabarimala, Lord Vishnu

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Durga Mandir

Durga Mandir

Jaswant Nagar, Uttar Pradesh

Vishkarma Mandir

Vishkarma Mandir

Miller Ganj, Punjab

Balaji Mandir Karni Vihar

Balaji Mandir Karni Vihar

Baragaon, Rajasthan

Baba Ji Mandir

Baba Ji Mandir

Kakaganj, Madhya Pradesh

Ansuya Mata Temple

Ansuya Mata Temple

Ambali, Gujarat

Shri Shani Temple

Shri Shani Temple

Kishangarh, Rajasthan

View All
Searches leading to this page
Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai bhajan | Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai bhajan in English | Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai devotional song | Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai bhajan lyrics | Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai bhajan youtube | Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai bhajan online | Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai religious song | Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai bhajan for meditation