Tere Naam Se Mashoor Zindagani Ho Gayi,Lagan Jo Teri Laagi,
Main Deewani Ho Gayi,
Deewani Haan Deewani,
Deewani Ho Gayi,
Tere Naam Se Mashoor Zindagani Ho Gayi,
Hui Jag Se Parayi Sharan Teri Aayi,
Kahan Thi Main Dekho Kahan Chali Aayi,
Kahte Hai Saanware Ki Meharbani Ho Gayi,
Deewani Haan Deewani,
Deewani Ho Gayi ॥
Tera Roop Aisa Man Mein Samaya,
Deewani Deewani Deewani,
Deewani Ho Gayi,
Kahoon Kaisa Kya Mainne Paya,
Begani Begani Begani,
Begani Ho Gayi,
Pehchan Meri Shyam Hi Ab to,
Pehchan Meri Shyam Hi Ab to,
Kahani Kahani Kahani,
Kahani Ho Gayi,
Tere Naam Se Mashur Zindagani Ho Gayi,
Lagan Jo Teri Laagi,
Main Deewani Ho Gayi,
Hui Jag Se Parayi Sharan Teri Aayi,
Kahan Thi Main Dekho Kahan Chali Aayi,
Kahte Hai Sanware Ki Meharbani Ho Gayi,
Deewani Haan Deewani,
Deewani Ho Gayi ॥
Saanware Tum Nadi to Main Dhara,
Deewani Deewani Deewani,
Deewani Ho Gayi,
Meri Kashti Ka Tum Ho Kinara,
Begani Begani Begani,
Begani Ho Gayi,
Tasveer ‘Jaya’ Ne Dil Mein Basake,
Tasveer ‘Jaya’ Ne Dil Mein Basake,
Deewani Deewani Deewani,
Deewani Ho Gayi,
Tere Naam Se Mashur Zindagani Ho Gayi,
Lagan Jo Teri Laagi,
Main Deewani Ho Gayi,
Hui Jag Se Parayi Sharan Teri Aayi,
Kahan Thi Main Dekho Kahan Chali Aayi,
Kahate Hai Sanware Ki Meharbani Ho Gayi,
Deewani Haan Deewani,
Deewani Ho Gayi ॥
Lagan Jo Teri Laagi,
Main Deewani Ho Gayi,
Deewani Haan Deewani,
Deewani Ho Gayi,
Tere Naam Se Mashoor Zindagani Ho Gayin,
Hui Jag Se Parayi Sharan Teri Aayi,
Kahan Thi Main Dekho Kahan Chali Aayi,
Kahte Hai Sanware Ki Meharbani Ho Gayi,
Deewani Haan Deewani,
Deewani Ho Gayi ॥