The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati | तुम भी बोलो गणपति, और हम भी बोले गणपति - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Tum Bhi Bolo Ganpati,
Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥Doha – Mere Ganraj Gar Najre Karam,
Ik Baar Ho Jaye,
Gamme Daura Ki Jo Koshish Hai,
Vo Bekar Ho Jaye,
Mere Sartaj,
Kadmon Mein Jagah Do Mujhe,
Jami Ka Ek Jarra Hoon,
Najar Sarkar Ho Jaye ॥

Maaniye Pahale Gajanan,
Gajvadan Hey Ganpati,
Jisne Bhi Dil Se Pukara,
Dukhharan Hey Ganpati,
Jisne Bhi Dil Se Pukara,
Dukhharan Hey Ganpati,
Tum Bhi Bolo Ganpati,
Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥

Ye Riddhi Siddhi Ke Data,
Suman Gaura Ke Pyare Hai,
Suman Gaura Ke Pyare Hai,
Ye Garibo Ke Hai Aaka,
Nayan Gaura Ke Pyare Hai,
Nayan Gaura Ke Pyare Hai,
Parampita Bhole Shankar,
Charan Gaura Ke Pyare Hai,
Charan Gaura Ke Pyare Hai,
Bramha Vishnu Mahesh Ne Naman,
Gaura Ke Pyare Hai,
Naman Gaura Ke Pyare Hai,
Moosa Wahan Mein Jo Rahte Magan,
Gaura Ke Pyare Hai,
Sabhi Devo Mein Jo Pahle Ratan,
Gaura Ke Pyare Hai,
Har Ek Ghar Mein Jo Karde Aman,
Gaura Ke Pyare Hai,
Bade Pavan Hai Ye Gaura Lalan,
Gaura Ke Pyare Hai ॥

Kaam Sanwar Jayenge,
Mangalacharan Hey Ganpati,
Saari Duniya Mein Jo Pahle,
Shubh Lagn He Ganpati,
Tum Bhi Bolon Ganpati,
Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥

Mere Bhagwan Ganpati,
Mere Bhagwan Hai Gajdhar,
Mere Gunwan Ganpati,
Mere Gunwan Hai Gajdhar,
Mere Guru Gyan Ganpati,
Mere Guru Gyan Hai Gajdhar,
Mere Dhanwan Ganpati,
Mere Dhanwan Hai Gajdhar,
Mere Balwan Ganpati,
Mere Balwan Hai Gajdhar,
Mere Mahan Ganpati,
Mere Mahan Hai Gajdhar.
Saare Hi Jag Ke Liye,
Taaran Taran Hai Ganpati,
Zindagi Ke Mod Pe,
Jo Hai Milan Hai Ganpati,
Tum Bhi Bolon Ganpati,
Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥

Maaniye Pahale Gajanan,
Gajvadan Hey Ganapati,
Jisne Bhi Dil Se Pukara,
Dukhharan Hey Ganpati,
Jisne Bhi Dil Se Pukara,
Dukhharan Hey Ganpati,
Tum Bhi Bolo Ganpati,
Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Parashurama

Parashurama

Parashurama | Axe-wielding Warrior, Avatar, Brahmin

Chandi

Chandi

Chandi | Hinduism, Warrior, Devi

Brahma

Brahma

Brahma | Creator, Preserver & Destroyer

Ayyappan

Ayyappan

Ayyappan | Hinduism, Sabarimala, Lord Vishnu

Ganesha

Ganesha

Ganesha | Meaning, Symbolism, & Facts

Aditi

Aditi

Aditi | Vedic Goddess, Mother of Gods & Cosmic Order

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Maalwali Meldi Maa - માળવાળી મેલડી માં

Maalwali Meldi Maa - માળવાળી મેલડી માં

Mal, Gujarat

Jagannath Temple

Jagannath Temple

Chambi, Himachal Pradesh

Devji Ka Mandir

Devji Ka Mandir

Malni, Rajasthan

लक्ष्मीनाथ मन्दिर

लक्ष्मीनाथ मन्दिर

Jaipur, Rajasthan

temple

temple

Aligarh, Uttar Pradesh

Geeta Bhawan Mandir

Geeta Bhawan Mandir

Chang, Haryana

View All
Searches leading to this page
Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati bhajan | Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati bhajan in English | Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati devotional song | Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati bhajan lyrics | Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati bhajan youtube | Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati bhajan online | Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati religious song | Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati bhajan for meditation