The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai | वंदना: ज्ञान का दान ही सबसे बड़ा हैं | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Gyan Ka Daan Hi, Sabse Bada Hain
Jise Koi Na Loote
Gyan Ka Daan Hi, Sabse Bada Hain
Jise Koi Na Loote
Gyan Ka Rishta, Sachcha Rishta
Gyan Ka Rishta, Sachcha Rishta
Baaki Rishte Jhoothe
Jo Gyan Daan, De Jaata Hain
Vo Jag Mein Amar Kahlata HainAgyani Ka Jeevan Jaise
Deep Bina Moti Jaise
Ghar-ghar Mein Deep Jalaye
Gyan Ki Hi Jyoti Ke
Apne Lie Guru, Vidhata Hain Jo
Jag Mein Amar Kahlata Hain
Apne Lie Guru, Vidhata Hain Jo
Jag Mein Amar Kahlata Hain

Jo Gyan Daan, De Jaata Hain
Vo Jag Mein Amar Kahlata Hain
Jo Gyan Daan, De Jata Hain

Sab Dharmo Ka Palan Keeje
Manavta Kahati Hain
Kisi Ek Ki Nahin Ye Ganga
Sab Ke Lie Bahati Hai
Ye Jal Jeevan Mahakata Hain
Aur Mann Paavan Ho Jata Hain
Ye Jal Jeevan Mahakata Hain
Aur Man Paavan Ho Jata Hain

Jo Gyan Daan, De Jata Hain
Vo Jag Mein Amar Kahlata Hain
Jo Gyan Daan, De Jata Hain

Unka Jeena Kya Jeena Jo
Apne Lie Jeete Hain
Ek Dooje Ke Sukh-dukh Baante
Ek Dooje Ke Lie Hain
Jo Auron Ke Kaam Aata Hain
Vo Jeevan Ke Sukh Paata Hain
Jo Auron Ke Kaam Aata Hain
Vo Jeevan Ke Sukh Paata Hain
Gyan Ka Daan Hi
Sabse Bada Hain
Jise Koi Na Lute
Gyan Ka Rishta Sachcha Rishta
Baaki Rishte Jhoothe

Jo Gyan Daan, De Jata Hain
Vo Jag Mein Amar Kahlata Hain
Jo Gyan Daan, De Jata Hain

Maali Ke Jaane Se Gulsan
Soona Ho Jayega
Lekin Har Bahar Ka Mausam
Rang Naye Layega
Koi Aata Hai, Koi Jaata Hai
Yun Waqt Gujarta Jata Hain
Koi Aata Hai, Koi Jata Hai
Yun Waqt Gujarta Jata Hain

Gyan Ka Daan Hi, Sabse Bada Hain
Jise Koi Na Loote
Gyan Ka Daan Hi, Sabse Bada Hain
Jise Koi Na Loote
Gyan Ka Rishta, Sachcha Rishta
Gyan Ka Rishta, Sachcha Rishta
Baaki Rishte Jhoothe
Gyan Ka Daan Hi, Sabse Bada Hain
Jise Koi Na Loote

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Skanda

Skanda

Skanda | God of War, Warrior God, Son of Shiva

Surya

Surya

Surya | God, Meaning, & Hinduism

Brihaspati

Brihaspati

Brihaspati | Guru, Vedic God & Teacher

Vasudeva

Vasudeva

Vasudeva | Vishnu Avatar, Avatar of Love, Preserver

Trimurti

Trimurti

Trimurti | Definition, Meaning, & Facts

Kurma

Kurma

Kurma | Avatar, Incarnation & Vedic

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Balaji Mandir

Balaji Mandir

Hathras, Uttar Pradesh

Kirteshwar Mahadev Mandir

Kirteshwar Mahadev Mandir

Navsari, Gujarat

Avadh asrem

Avadh asrem

Gujarada, Gujarat

Mandir

Mandir

Samalkha, Haryana

Shiv Ans Shani Dev Temple

Shiv Ans Shani Dev Temple

New Delhi, Delhi

Guga Madi Mandir Gudhi

Guga Madi Mandir Gudhi

Gudhi, Haryana

View All
Searches leading to this page
Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai bhajan | Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai bhajan in English | Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai devotional song | Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai bhajan lyrics | Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai bhajan youtube | Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai bhajan online | Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai religious song | Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai bhajan for meditation
Similar videos of Gyan Ka Daan Hi Sabse Bada Hai | वंदना: ज्ञान का दान ही सबसे बड़ा हैं | In English
Video PlaceholderVideo Play Icon

Movie: Apne Apne 1987