The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Karlo Karlo Charo Dham | करलो करलो चारो धाम, मिलेंगे कृष्ण, मिलेंगे राम | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram
Jeevan Safal Usi Ka Samjho,
Jisne Kiya Ye Dham
Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram
Jeevan Safal Usi Ka Samjho,
Jisne Kiya Ye DhamBasa Himalay Parvat Pe
Pavan Badrinath,
Narayan Ne Yahi Tapasya Ki Thi,
Nar Ke Sath
Hey Narayanvasudev, Hey Narayanvasudev !
Hey Narayanvasudev, Hey Narayanvasudev !
Hey Narayanvasudev, Hey Narayanvasudev !

Basa Himalay Parvat Pe
Pavan Badrinath,
Narayan Ne Yahi Tapasya Ki Thi,
Nar Ke Sath
Sagar Manthan Ki Devo Mein,
Yahi Hui Thi Baat,
Liya Mohani Roop,
Diya Amrt Devo Ke Hath
Sach Ki Devo, Hi Kahte Hai, Devasur Sangram

Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram
Jeevan Safal Usi Ka Samjho,
Jisne Kiya Ye Dham

Dakshin Mein Sagar Tat Par ,
Rameshwar Teerth Mahan
Ram Chandr Ne Yah Kiya Tha,
Shiv Mahima Ka Gungan
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay !
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay !
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay !

Dakshin Mein Sagar Tat Par ,
Rameshwar Teerth Mahan
Ram Chandr Ne Yah Kiya Tha,
Shiv Mahima Ka Gungan
Yahi Vijai Ke Liye,
Liya Ram Ne Shakti Ka Aahawan,
Devi Hui Prashann,
De Diya Man Chaha Vardan
Bigde Kaam Banaye Prabhu Ji,
Bhakt Bhaje Hari Ka Naam

Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram
Jeevan Safal Usi Ka Samjho,
Jisne Kiya Ye Dham

Jagannath Ka Dham Basa,
Poorav Mein Sagar Tat Par,
Svayan Krishna Ki Deeksha Se,
Yah Mandir Bana Manohar

Jagannath Ka Dham Basa,
Poorav Mein Sagar Tat Par,
Svayan Krishna Ki Deeksha Se,
Yah Mandir Bana Manohar
Krishna Aur Balram, Subhadra Ki ,
Jhanki Ati Sundar
Milkar Sabki Chitte Devrath,
Shraddha Se Naarihar
Mathe Dhool Chadhao,
Is Dharti Ko Karo Pranam

Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram
Jeevan Safal Usi Ka Samjho,
Jisne Kiya Ye Dham

Pakshim Tat Ki Poori Dwaraka,
Bani Swarg Ka Dwar
Rachna Hai Yah Leela Ghar Ki,
Yah Leela Ka Hai Vistar,
Gopal Jai Jai, Govind Jai Jai !
Gopal Jai Jai, Govind Jai Jai !
Gopal Jai Jai, Govind Jai Jai !

Pakshim Tat Ki Poori Dwarka,
Bani Swarg Ka Dwar
Rachna Hai Yah Leela Ghar Ki,
Yah Leela Ka Hai Vistar
Banshi, Chakr, Sudarshan Jiske Donon Hai Singar
Jiski Geeta Ka Aabhari Hai Sara Sansar
Dharti Ko Yah Swarg Banate,
Milkar Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram
Jeevan Safal Usi Ka Samjho,
Jisne Kiya Ye Dham
Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram
Karlo Karlo Charo Dham,
Milenge Krishn, Milenge Ram

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Durga

Durga

Durga | Goddess, Personality, & Story

Lakshmi

Lakshmi

Lakshmi | Goddess of Wealth, Fortune & Prosperity

Ayyappan

Ayyappan

Ayyappan | Hinduism, Sabarimala, Lord Vishnu

Narasimha

Narasimha

Narasimha | Avatar, Protector & Incarnation

Yama

Yama

Yama | Ruler of Dead, Judge of Souls & Lord of Dharma

Aditi

Aditi

Aditi | Vedic Goddess, Mother of Gods & Cosmic Order

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shidhheshwar Mahadev Temple

Shidhheshwar Mahadev Temple

Rajkot, Gujarat

AMARSHING BABA MANDIR

AMARSHING BABA MANDIR

Paharpur, Bihar

Shri Hanuman Mandir

Shri Hanuman Mandir

Damoh, Madhya Pradesh

Temple

Temple

Angor, Madhya Pradesh

Baba Peer Lakhdata Temple

Baba Peer Lakhdata Temple

Thappal, Himachal Pradesh

Hanuman Mandir Kalyan Aasram

Hanuman Mandir Kalyan Aasram

Ujjain, Madhya Pradesh

View All
Searches leading to this page
Karlo Karlo Charo Dham bhajan | Karlo Karlo Charo Dham bhajan in English | Karlo Karlo Charo Dham devotional song | Karlo Karlo Charo Dham bhajan lyrics | Karlo Karlo Charo Dham bhajan youtube | Karlo Karlo Charo Dham bhajan online | Karlo Karlo Charo Dham religious song | Karlo Karlo Charo Dham bhajan for meditation