The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare | मैं आया हूं तेरे द्वारे, गणराज गजानन प्यारे: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Main Aaya Hoon Tere Dware,
Ganaraj Gajanan Pyare ॥Doha – Prathame Gaura Ji Ko Vandana,
Dwitiye Aadi Ganesh,
Trtiye Sumira Maan Sharada,
Mere Kaaraj Karo Hamesh.
Pahale Kise Manaiye,
Aur Kiska Kije Dhyaan,
Maat Pita Guru Aapna,
Sakal Purush Ka Naam ॥

Main Aaya Hoon Tere Dware,
Ganaraj Gajanan Pyare,
Meri Naiya Padi Hai Kinare,
O Vighan Vinashan Haare,
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

Pratham Manaoon Main Tumhe,
Gauri Putr Ganesh Ji,
Dushto Ka Karte Daman,
Kaato Kathin Kalesh Ji,
Vidya Ka Bhandar Hai,
Maaya Badi Apaar Hai,
Ye Adbhut Avtaar Hai,
Sabka Beda Paar Hai.
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

Roop Chaturbhuj Hai Tera,
Moorat Badi Vishaal Hai,
Moose Pe Aswar Ho,
Badi Nirali Chaal Hai,
Riddhi Siddhi Seva Kare,
Yogijan Tera Dhyaan Dhare,
Bhakto Uddhar Kare,
Bhavsagar Se Paar Kare.
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

‘shivamandal’ Ganaraaj Ka,
Gaata Hardam Geet Hai,
Ichchha Poori Ho Rahi,
Hoti Sada Hi Jeet Hai,
Jeevan Mein Jo Chain Hai,
Ganapati Ji Ki Den Hai,
Apana Banaaya Hai Tujhe,
Khushi Se Chamake Nain Hain.
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

Main Aaya Hoon Tere Dware,
Ganaraj Gajanan Pyare,
Meri Naiya Padi Hai Kinare,
O Vighan Vinashan Haare,
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Ganesha

Ganesha

Ganesha | Meaning, Symbolism, & Facts

Shiva

Shiva

Shiva | Definition, Forms, God, Symbols, Meaning, & Facts

Parashurama

Parashurama

Parashurama | Axe-wielding Warrior, Avatar, Brahmin

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Lokapāla

Lokapāla

Lokapala | Definition & Facts

Saptamatrika

Saptamatrika

Saptamatrika | Goddesses, Hinduism, Worship

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Devi mandir

Devi mandir

Thamber, Haryana

Dada Bhaiya Mandir

Dada Bhaiya Mandir

Harodi, Haryana

Sataynarayan Mandir

Sataynarayan Mandir

Khirkiya, Madhya Pradesh

Shiv Mandir

Shiv Mandir

Taruanwa, Uttar Pradesh

Hanuman Mandir

Hanuman Mandir

Delhi, Delhi

baba bhomia mandir

baba bhomia mandir

Talwandi Rana, Haryana

View All
Searches leading to this page
Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare bhajan | Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare bhajan in English | Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare devotional song | Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare bhajan lyrics | Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare bhajan youtube | Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare bhajan online | Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare religious song | Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare bhajan for meditation