The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai | मैया के दर पे नज़ारा मिलता है: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai,
Nigaah Ja Rahi Hai,
Meri Maa Ki Rehmat,
Najar Aa Rahi Hai,
Na Lota Hai Aaj Tak,
Koi Dar Se Khali,
Murado Se Jholi,
Bhari Ja Rahi Hai ॥Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai,
Gam Ke Maaron Ko Sahara Milta Hai,
Maiya Ne Badli Hai Sabki Taqdir,
Sabki Kasti Ko Kinara Milta Hai,
Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai ॥

Aaj Maa Ke Jagaran Ki Raat Hai Aae,
Aaj Khushiyon Ki Hamen Saugat Hai Aae,
Hai Badi Pyari Badi Nyari Badi Paawan,
Maa Ke Darshan Ke Liye Main Bhent Hun Lae,
Sare Bhakton Ko Sahara Milta Hai,
Gam Ke Maaron Ko Sahara Milta Hai,
Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai ॥

Bhar De Daman Mein Mere Sukh Sagar ke Moti,
Tu Hi Rachana Mein Jaga Mere Gyan ki Jyoti,
Teri Kala Ki Kaliyon Se Mahake Jeewan Mera,
Amrt Ki Barsha Sare Hi Paapon Ko Dhoti,
Maa Ki Chaukhat Se Nazara Milata Hai,
Gam Ke Maaron Ko Sahara Milta Hai,
Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai ॥

Besaharon Ko Sahara Mil Hi Jaega,
Maa Ki Mamata Ka Sahara Mil Hi Jaega,
‘Kamal Kishor’ Jo Shradha Se Dar Pe Jayega,
Rahamat Barasegi Kavi Ka Dil Bhi Gayega,
Sabki Kismat Ka Sitara Khilta Hai,
Gam Ke Maaron Ko Sahara Milta Hai,
Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai ॥

Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai,
Nigaah Ja Rahi Hai,
Meri Maa Ki Rehmat,
Najar Aa Rahi Hai,
Na Lota Hai Aaj Tak,
Koi Dar Se Khali,
Murado Se Jholi,
Bhari Ja Rahi Hai ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Vishvakarman

Vishvakarman

Vishvakarman | God of Creation, Craftsmen & Architects

Sarasvati

Sarasvati

Sarasvati | Definition, Depictions, Worship, & River

Varaha

Varaha

Varaha | Avatar, Boar & Vishnu

Parashurama

Parashurama

Parashurama | Axe-wielding Warrior, Avatar, Brahmin

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Jagannatha

Jagannatha

Jagannatha | Ratha Yatra, Puri, India

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shiv Mandir

Shiv Mandir

Kapariwas, Haryana

Hanuman Ji Temple

Hanuman Ji Temple

Budha Sirthara, Madhya Pradesh

Maa Durga Temple Badi

Maa Durga Temple Badi

Badi, Madhya Pradesh

Shree Rajeswari Durga Mandir

Shree Rajeswari Durga Mandir

Jabalpur, Madhya Pradesh

Temple Shiv G

Temple Shiv G

Tajganj, Uttar Pradesh

Siddheswar Mandir

Siddheswar Mandir

Mahgawan Tappa Sunhera, Madhya Pradesh

View All
Searches leading to this page
Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai bhajan | Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai bhajan in English | Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai devotional song | Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai bhajan lyrics | Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai bhajan youtube | Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai bhajan online | Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai religious song | Maiya Ke Dar Pe Najara Milta Hai bhajan for meditation