The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare | मेरी मैया तुम्हे अर्पण, भला हम क्या करें: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Meri Maiya Tumhe Arpan,
Bhala Hum Kya Karen,
Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala,
Dam Kya Bharen,
Meri Maiya Tumhen Arpan,
Bhala Hum Kya Karen ॥Nyochhavar Kar Doon Ye Daulat,
Magar Vo Di Tumhari Hai,
Luta Doon Jaan Apni Bhi,
Magar Woh Bhi Tumhari Hai,
Jamane Mein Jidhar Dekhoon,
Udhar Tu Hi Nazar Aaye,
Tumhi Batlao Aye Daati,
Ki Ab Hum Kya Karen,
Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala,
Dam Kya Bharen,
Meri Maiya Tumhen Arpan,
Bhala Hum Kya Karen ॥

Chadhaoon Phool Tumko to,
Ye Gulshan Bhi Tumhara Hai,
Khilaoon Maiva Mishri to,
Sakal Jag Hi Tumhara Hai,
Jameen Aakash Shasitare,
Sabhi Mein Vaas Tumhara Hai,
Samajh Kuchh Bhi Nahin Aata,
Ki Ab Kya Karen,
Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala,
Dam Kya Bharen,
Meri Maiya Tumhen Arpan,
Bhala Hum Kya Karen ॥

Karoon Main Seva Charanon Ki,
Yahi Ummid Laaya Hoon,
Bujha Do Pyas Nainon Ki,
Tere Darbar Aaya Hoon,
Bharo Jholi Meri Bhi Maan,
Yahi Phariyad Laya Hoon,
‘vijay Shiv’ Ki Kshama Kardo Khata,
Aur Kya Kahen,
Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala,
Dam Kya Bharen,
Meri Maiya Tumhen Arpan,
Bhala Hum Kya Karen ॥

Meri Maiya Tumhe Arpan,
Bhala Hum Kya Karen,
Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala,
Dam Kya Bharen,
Meri Maiya Tumhen Arpan,
Bhala Hum Kya Karen ॥

| | | |

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Harihara

Harihara

Harihara | Vishnu-Shiva, Avatar & Supreme God

Matsya

Matsya

Matsya | Avatar, Fish God & Incarnation

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara | Androgynous Form, Shiva-Shakti & Hinduism

Chandi

Chandi

Chandi | Hinduism, Warrior, Devi

Hanuman

Hanuman

Hanuman | Hindu Monkey God, Ramayana Character

Ganesha

Ganesha

Ganesha | Meaning, Symbolism, & Facts

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Jogni Mata Temple

Jogni Mata Temple

Kudasan, Gujarat

Sankat Mochan Hanuman Mandir , हनुमान मंदिर

Sankat Mochan Hanuman Mandir , हनुमान मंदिर

Bamhnoda, Madhya Pradesh

Mahalaxmi Temple Udaipur

Mahalaxmi Temple Udaipur

Udaipur, Rajasthan

VIHAT TEMPAL

VIHAT TEMPAL

Chadasana, Gujarat

Temple

Temple

Sahanpur, Uttar Pradesh

Shri Kedar Nath Mandir Sikar

Shri Kedar Nath Mandir Sikar

Sikar, Rajasthan

View All
Searches leading to this page
Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare bhajan | Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare bhajan in English | Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare devotional song | Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare bhajan lyrics | Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare bhajan youtube | Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare bhajan online | Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare religious song | Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare bhajan for meditation