The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga | नाकोड़ा के भैरव तुमको आना होगा - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,
Dam Dam Damru Bajana Hoga ।
Ham Bhakton Ko Darash Dikhana Hoga,
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga ॥Tere Dar Pe Bhairav Mere, Sab Mil Aate Hain,
Tere Dar Pe Dada Mere, Sab Mil Aate Hain,
Bhakti Ke Geeton Se Tumko Rijhate Hain,
Jhoom Jhoom Tumko Bhi Gana Hoga,
Dam Dam Damru Bajana Hoga,
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,
Dam Dam Damru Bajana Hoga..

Mere Is Jeevan Me Bhairav, Chhaya Andhiyara Hain,
Mere Is Jeevan Me Daada, Chhaya Andhiyara Hain,
Saari Duniya Chhod Ke Aae, Tu Hi Sabse Pyara Hain,
Jeevan Se Duhkh Ko Hatana Hoga,
Dam Dam Damru Bajana Hoga,
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,
Dam Dam Damru Bajana Hoga..

Sab Bhakton Ko Mere Dada, Tera Hi Sahara Hain,
Sab Bhakton Ko Mere Dada, Tera Hi Sahara Hain,
Bhavanro Mein Dole Naiyya, Milta Na Kinara Hain,
Naiyya Ko Bhav Se Paar Lagana Hoga,
Dam Dam Damru Bajana Hoga,
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga,
Dam Dam Damru Bajana Hoga..

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Chandi

Chandi

Chandi | Hinduism, Warrior, Devi

Vasudeva

Vasudeva

Vasudeva | Vishnu Avatar, Avatar of Love, Preserver

Lokapāla

Lokapāla

Lokapala | Definition & Facts

Jagannatha

Jagannatha

Jagannatha | Ratha Yatra, Puri, India

Ganesha

Ganesha

Ganesha | Meaning, Symbolism, & Facts

Matsya

Matsya

Matsya | Avatar, Fish God & Incarnation

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Boys School Mandir

Boys School Mandir

Cheeka, Haryana

Shiv Mandir

Shiv Mandir

Fot, Gujarat

Hira Mandir

Hira Mandir

Faridabad, Haryana

Kailash Dham

Kailash Dham

Jabalpur, Madhya Pradesh

Jay Maa Annapurna Devi Mandir

Jay Maa Annapurna Devi Mandir

Ujjain, Madhya Pradesh

Shantoshi Mata Mandir

Shantoshi Mata Mandir

Delhi, Delhi

View All
Searches leading to this page
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga bhajan | Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga bhajan in English | Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga devotional song | Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga bhajan lyrics | Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga bhajan youtube | Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga bhajan online | Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga religious song | Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga bhajan for meditation