The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota | अगर श्याम सुन्दर का सहारा ना होता - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ।Jabse Mili Hai Daya Hamko Inki,
To Raahen Badal Di Meri Jindagi Ki ।
Najare Karam Ka Ishara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ॥
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Inhi Ke Sahare Jie Ja Rahe Hai,
Naam Ka Amrit Pie Ja Rahe Hain ।
Mera Bigda Jeevan Sanvara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota.
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Mere Shyam, Mere Shyam, Mere Shyam,
Mere Shyam, Mere Shyam, Mere Shyam ।

Koi Nahin Tha Duniyan Mein Apna,
Kanhiya Se Milna Lagta Hai Sapna ।
Kanhiya Ne Hamko Jo Pukara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ॥
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Bhanvar Mein Thi Naiya, Diya Hai Kinara,
Inhi Ki Kripa Se Chale Hai Gujara ।
Kripa Bhari Drshti Se Nihara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ॥
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ।

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Vamana

Vamana

Vamana | Vishnu Avatar, Dwarf Incarnation, Trivikrama

Hanuman

Hanuman

Hanuman | Hindu Monkey God, Ramayana Character

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Harihara

Harihara

Harihara | Vishnu-Shiva, Avatar & Supreme God

Jagannatha

Jagannatha

Jagannatha | Ratha Yatra, Puri, India

Ganesha

Ganesha

Ganesha | Meaning, Symbolism, & Facts

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Hanuman Temple

Hanuman Temple

Garha, Bihar

शिव मंदिर

शिव मंदिर

Harsoli, Rajasthan

Guru Ravidass Mandir

Guru Ravidass Mandir

Lautan, Haryana

Dhavdima Temple

Dhavdima Temple

Bhavnagar, Gujarat

Sankat Mochan Hanuman Mandir

Sankat Mochan Hanuman Mandir

Indore, Madhya Pradesh

goga marri

goga marri

Rajound, Haryana

View All
Searches leading to this page
Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota bhajan | Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota bhajan in English | Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota devotional song | Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota bhajan lyrics | Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota bhajan youtube | Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota bhajan online | Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota religious song | Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota bhajan for meditation
Similar videos of Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota | अगर श्याम सुन्दर का सहारा ना होता - भजन | In English
Video PlaceholderVideo Play Icon

Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota By Shashi Prabha