The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi | बच्चो से कभी मैया, यूँ रहती दूर नहीं: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Bachcho Se Kabhi Maiya,
Yun Rahati Door Nahin,
Hum to Majboor Hai Maan,
Tum to Majboor Nahin,
Bachchon Se Kabhi Maiya ॥Tere Darsh Ko Meri Maan,
Mere Nain Taraste Hai,
Rukte Nahin Palbhar Bhi,
Din Raat Baraste Hai,
Tumse Hum Door Rahe,
Dil Ko Manjoor Nahin,
Hum to Majboor Hai Maan,
Tum to Majboor Nahin,
Bachchon Se Kabhi Maiya ॥

Leni Hai Pareeksha to,
Maan Aur Koi Le Le,
Gum Teri Judai Ka,
Hum Kaise Bata Jhele,
Bachcho Ko Tadpaana,
Tera Dastoor Nahin,
Hum to Majboor Hai Maan,
Tum to Majboor Nahin,
Bachchon Se Kabhi Maiya ॥

Aaja Meri Maiya,
Nahin Aur Saha Jaye,
Jeevan Ka Bharosa Kya,
Kahin Der Na Ho Jaye,
Dil Toot Ke ‘sonu’ Ka,
Ho Jaye Choor Nahin,
Hum to Majboor Hai Maan,
Tum to Majboor Nahin,
Bachchon Se Kabhi Maiya ॥

Bachcho Se Kabhi Maiya,
Yun Rahati Door Nahin,
Hum to Majboor Hai Maan,
Tum to Majboor Nahin,
Bachchon Se Kabhi Maiya ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

Kubera

Kubera

Kubera | God of Wealth, Hinduism, Yaksha

Parashurama

Parashurama

Parashurama | Axe-wielding Warrior, Avatar, Brahmin

Nataraja

Nataraja

Nataraja | Shiva, Cosmic Dance & Symbolism

Kurma

Kurma

Kurma | Avatar, Incarnation & Vedic

Ayyappan

Ayyappan

Ayyappan | Hinduism, Sabarimala, Lord Vishnu

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Dhaneshwrar Mandir

Dhaneshwrar Mandir

Sagar, Madhya Pradesh

Chhindi Mata Temple

Chhindi Mata Temple

Siwni, Madhya Pradesh

Gole Ka Mandir

Gole Ka Mandir

Thatipur, Madhya Pradesh

Shiv temple, Bade shankar ji

Shiv temple, Bade shankar ji

Katha, Madhya Pradesh

Jai Hanuman Temple

Jai Hanuman Temple

Bir, Himachal Pradesh

Thakur Ji Ka Mandir

Thakur Ji Ka Mandir

Durjanpur, Uttar Pradesh

View All
Searches leading to this page
Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi bhajan | Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi bhajan in English | Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi devotional song | Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi bhajan lyrics | Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi bhajan youtube | Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi bhajan online | Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi religious song | Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi bhajan for meditation
Similar videos of Bachchon Se Kabhi Maiya Yun Rahti Dur Nahi | बच्चो से कभी मैया, यूँ रहती दूर नहीं: भजन | In English
Video PlaceholderVideo Play Icon