The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun | बनकर के धूल के कण, चरणों से लिपट जाऊं: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun,
Tere Aanchal Ki Chhaiya,
Maa Aake Simat Jaun,
Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun ॥Teri God Maa Aisi Hai,
Hai Swarg Ke Sukh Phike,
Jisko Tune God Liya,
Wo Diye Jalaye Ghee Ke,
Teri Mamta Pane Ko,
Tera Dhyan Main Lagaun,
Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun ॥

Dhan Hin Main Nirdhan,
Sadhan Hai Paas Nahi,
Kuch Kirpa Karo Aasi,
Tute Biwas Nahi,
Bas Bav Ke Phoolon Se,
Tumko Main Rijhaun,
Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun ॥

Maa Hi To Hai Ek Asi,
Mere Duhkh Mein Jo Roti,
Bete Ki Musibat Ko,
Sine Par Dhoti Hai,
Ahsaan Tere Laakhon,
Kese Tujhko Chukaun,
Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun ॥

Chahat Nhi Maa Koi,
Duniya Roshan Kar De,
Is Niras Jivan Main,
Ras Mamta Ka Bhar Do,
‘Bedhadak’ Teri Mahima,
Din Raat Main Maa Gaun,
Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun ॥

Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun,
Tere Aanchal Ki Chhaiya,
Maa Aake Simat Jaun,
Bankar Ke Dhool Ke Kan,
Charno Se Lipat Jaun ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Rama

Rama

Rama | Description, Symbolism, Meaning, & Facts

Ayyappan

Ayyappan

Ayyappan | Hinduism, Sabarimala, Lord Vishnu

Kalkin

Kalkin

Kalkin | Avatar, Destroyer & Preserver

Nataraja

Nataraja

Nataraja | Shiva, Cosmic Dance & Symbolism

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Ram Mandir, Khamta

Ram Mandir, Khamta

Khamta, Gujarat

Shree Ram Mandir

Shree Ram Mandir

Chhitkana, Madhya Pradesh

Shri Ambe Mata Mandir, Patidar Samaj, Titrod

Shri Ambe Mata Mandir, Patidar Samaj, Titrod

Palyakhedi, Madhya Pradesh

Sheeta Mata Mandir

Sheeta Mata Mandir

Sandhaur, Punjab

माता पूर्वी मैया मंदिर

माता पूर्वी मैया मंदिर

Kalli Pashchim, Uttar Pradesh

Kameshwar Mahadev Mandir

Kameshwar Mahadev Mandir

Gadat, Gujarat

View All
Searches leading to this page
Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun bhajan | Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun bhajan in English | Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun devotional song | Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun bhajan lyrics | Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun bhajan youtube | Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun bhajan online | Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun religious song | Bankar Ke Dhool Ke Kan, Charno Se Lipat Jaun bhajan for meditation