The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar | बोला प्रभु से यूँ केवट, यह विनती है सरकार: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Bola Prabhu Se Yun Kevat,
Yah Vinti Hai Sarkar,
Charan Dhulao Ram Ji,
Jana Ho Jo Paar ॥Bina Charan Dhoye Main Ramji,
Naav Mein Nahi Bithaunga,
Ban Jaye Jo Naav Yah Naari,
Bina Maut Mar Jaoonga,
Mera Naav Se Ghar Chalta Hai,
Kya Khayega Parivar,
Charan Dhulao Ram Ji,
Jana Ho Jo Paar ॥

Ram Bhagat Hoon Ram Aan,
Dashrath Ji Ke Jaise Karta,
Marna Jeena Dukh-sukh Jo Bhi,
Inse Main Nahin Darta,
Utrai Bhi Na Loonga,
Maanunga Main Aabhaar,
Charan Dhulao Ram Ji,
Jana Ho Jo Paar ॥

Haar Gaye Bhagwan Bhagat Se,
Apna Charan Dhulate Hain,
Dhanya Hai Kevat Pushp Devta,
Ambar Se Barsaate Hain,
Parivar Sahit Kevat Ne,
Kiya Pitron Ka Uddhar,
Charan Dhulao Ram Ji,
Jana Ho Jo Paar ॥

Ek Bhagat Parivar Mein Ho to,
Sara Kul Tar Jaata Hai,
Prabhu Se Vimukh Adham Jeevan,
Dharti Ka Bhaar Badhaata Hai,
Shambhoo Jis Din Aaoge,
Kya Dekhega Yah Sansar,
Charan Dhulao Ram Ji,
Jana Ho Jo Paar ॥

Bola Prabhu Se Yun Kevat,
Yah Vinti Hai Sarkar,
Charan Dhulao Ram Ji,
Jana Ho Jo Paar ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara | Androgynous Form, Shiva-Shakti & Hinduism

Vishnu

Vishnu

Vishnu | Hindu deity

Kalkin

Kalkin

Kalkin | Avatar, Destroyer & Preserver

Surya

Surya

Surya | God, Meaning, & Hinduism

Narasimha

Narasimha

Narasimha | Avatar, Protector & Incarnation

Balarama

Balarama

Balarama | Avatar, Brother & Warrior

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shubh Narayn Temple

Shubh Narayn Temple

Rumsu, Himachal Pradesh

Mr. Kedhapti Hanuman Vnwasi Ram Ashram

Mr. Kedhapti Hanuman Vnwasi Ram Ashram

Ujjainiya, Madhya Pradesh

Mata Mandir

Mata Mandir

Ahmedabad, Gujarat

Balaji Astro Services

Balaji Astro Services

Delhi, Delhi

Vishnupad Mandir

Vishnupad Mandir

Gaya, Bihar

Mandir

Mandir

Surat, Gujarat

View All
Searches leading to this page
Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar bhajan | Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar bhajan in English | Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar devotional song | Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar bhajan lyrics | Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar bhajan youtube | Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar bhajan online | Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar religious song | Bola Prabhu Se Yun Kevat Yah Vinati Hai Sarkar bhajan for meditation