The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Dharti Gagan Mein Hoti Hai | धरती गगन में होती है: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Dharti Gagan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar ॥Shlok – Sarva Mangal Mangalye,
Shive Sarvartha Sadhike,
Sharanye Triyamabhike Gauri,
Narayani Namostute.
Jai Jai Sherawali Maan,
Jai Jai Meharawali Maan,
Jai Jai Latawali Maan,
Jai Jai Jotawali Maan,
Jai Jai Latawali Maan ॥

Jaikara Sherawali Da,
Bol Saache Darbaar Ki Jai.
Dharti Gagan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar Ho Maiya,
Unche Bhawan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar,
Duniya Tera Naam Jape,
Ho Duniya Tera Naam Jape,
Tujhko Pooje Sansar,
Dharti Gagan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar Ho Maiya,
Unche Bhawan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar ॥

Saraswati Maha Lakshmi Kaali,
Teeno Ki Tu Pyaari,
Gupha Ke Andar Tera Mandir,
Teri Mahima Nyari,
Shiv Ki Jata Se Nikli Ganga,
Aai Sharan Tihari,
Aadi Shakti Aad Bhawani,
Teri Sher Sawari,
Hey Ambe Hey Maan Jagdambe,
Karna Tu Itna Upkaar,
Aaye Hai Tere Charanon Mein,
Dena Humko Pyaar.
Dharti Gagan Me Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar Ho Maiya,
Unche Bhawan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar ॥

Brahma Vishnu Mahesh Bhi Tere,
Aage Sheesh Jhukaye,
Sooraj Chaand Sitaare Tujhse,
Ujiyaara Le Jaye,
Dev Lok Ke Dev Bhi Maiya,
Tere Hi Gun Gaye,
Manav Kare Jo Teri Bhakti,
Bhav Sagar Tar Jaye,
Hey Ambe Hey Maan Jagdambe,
Karna Tu Itna Upkaar,
Aaye Hai Tere Charanon Mein,
Dena Humko Pyaar.
Dharti Gagan Me Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar Ho Maiya,
Unche Bhawan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar ॥

Dharti Gagan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar Ho Maiya,
Unche Bhawan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar,
Duniya Tera Naam Jape,
Ho Duniya Tera Naam Jape,
Tujhko Pooje Sansar,
Dharti Gagan Me Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar Ho Maiya,
Unche Bhawan Mein Hoti Hai,
Teri Jai Jaikar ॥

| | | |

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Ganesha

Ganesha

Ganesha | Meaning, Symbolism, & Facts

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

Harihara

Harihara

Harihara | Vishnu-Shiva, Avatar & Supreme God

Vishvakarman

Vishvakarman

Vishvakarman | God of Creation, Craftsmen & Architects

Lokapāla

Lokapāla

Lokapala | Definition & Facts

Ayyappan

Ayyappan

Ayyappan | Hinduism, Sabarimala, Lord Vishnu

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

vaidnath mandir

vaidnath mandir

Delhi, Delhi

Shri Laxman Chaitany Bapuji Ashram

Shri Laxman Chaitany Bapuji Ashram

Pal, Madhya Pradesh

MAA KAALI MANDIR

MAA KAALI MANDIR

Asoati, Haryana

Ramji Mandir, sevni

Ramji Mandir, sevni

Sevni, Gujarat

Kali Mandir

Kali Mandir

Kanpur, Uttar Pradesh

Hanuman Mandir

Hanuman Mandir

Rewari, Haryana

View All
Searches leading to this page
Dharti Gagan Mein Hoti Hai bhajan | Dharti Gagan Mein Hoti Hai bhajan in English | Dharti Gagan Mein Hoti Hai devotional song | Dharti Gagan Mein Hoti Hai bhajan lyrics | Dharti Gagan Mein Hoti Hai bhajan youtube | Dharti Gagan Mein Hoti Hai bhajan online | Dharti Gagan Mein Hoti Hai religious song | Dharti Gagan Mein Hoti Hai bhajan for meditation