The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala | कलयुग का देव निराला मेरा श्याम है खाटू वाला - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Kalyug Ka Dev Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala,
Kadam Kadam Par Raksha Karta,
Bhakto Ka Rakhwala Re,
Kalyug Ka Denv Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala ॥Inke Hote Kisi Bhagat Ki,
Hogi Kabhi Bhi Haar Nahi,
Khud Ka Maan, Bhale Ghat Jaye,
Bhagat Ka Ghate Sweekar Nahi,
Apne Bhagat Ki Khatir Isne,
Kya Se Kya Kar Dala Re,
Kalyug Ka Denv Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala ॥

Sachche Man Se Jisne Inko,
Aansu Bhent Chadhaye Hai,
Sinhasan Hil Jaata Inka,
Pal Mein Daude Aaye Hai,
Aansoo Ke Badale Khushiyo Se,
Daman Hai Bhar Dala Re,
Kalyug Ka Denv Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala ॥

Kalikal Mein Kare Hukumat,
Mera Khatu Wala Shyam,
Pandav Kul Ke, Avtari Ko,
Mera Laakhon Lakh Pranam,
Hanste Hanste Shri Krishn Ko,
Sheesh Daan De Dala Re,
Kalyug Ka Denv Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala ॥

Shyam Kah Raha Inke Bas Mein,
Kuch Bhi Nahi Asambhav Hai,
Morchhadi Se, Pran Bachaye,
Hote Dekha Sambhav Hai,
Bade Bade Sankat Ko Isne,
Hath Se Apne Tala Re,
Kalyug Ka Denv Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala ॥

Kalyug Ka Dev Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala,
Kadam Kadam Par Raksha Karta,
Bhakto Ka Rakhwala Re,
Kalyug Ka Denv Nirala,
Mera Shyam Hai Khatu Wala ॥

| | | | | | | |

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Krishna

Krishna

Krishna | Story, Meaning, Description, & Legends

Narasimha

Narasimha

Narasimha | Avatar, Protector & Incarnation

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara | Androgynous Form, Shiva-Shakti & Hinduism

Skanda

Skanda

Skanda | God of War, Warrior God, Son of Shiva

Vasudeva

Vasudeva

Vasudeva | Vishnu Avatar, Avatar of Love, Preserver

Brahma

Brahma

Brahma | Creator, Preserver & Destroyer

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Mansa Mata Mandir

Mansa Mata Mandir

Babroli, Haryana

Ram Talai Mandir

Ram Talai Mandir

Amritsar, Punjab

Shri Sarveshwar Mahadev Temple

Shri Sarveshwar Mahadev Temple

Patiala, Punjab

Durga Mata Mandir

Durga Mata Mandir

Fazilnagar, Uttar Pradesh

Hanuman Mandir Teliya Koat

Hanuman Mandir Teliya Koat

Raebareli, Uttar Pradesh

Digambar Jain Temple

Digambar Jain Temple

New Delhi, Delhi

View All
Searches leading to this page
Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala bhajan | Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala bhajan in English | Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala devotional song | Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala bhajan lyrics | Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala bhajan youtube | Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala bhajan online | Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala religious song | Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala bhajan for meditation