The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Kanhaiya Dauda Aayega | कन्हैया दौडा आएगा - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Apne Bhagat Ki,
Aankh Mein Aansu,
Dekh Na Payega,
Jab Jab Bhi Shyam Divanon Ke,
Sar Pe Sankat Mandrayega,
Kanhaiya Dauda Aayega,
Apne Bhagton Ke Liye,
Kuch Bhi Kar Jayega,
Kanhaiya Dauda Aayega ॥Jab Door Savera Ho,
Ghanghor Andhera Ho,
Mere Shyam Ki Aas Lagaye Ja,
Tu Chhod De Naiya Ko,
Bas Shyam Bharose Par,
Bas Shyam Naam Gun Gaye Ja,
Bankar Ke Majhi ,
Bhav Sagar Paar Karayega,Sanwariya
Kanhaiya Dauda Aayega
Kanhaiya Dauda Aayega ॥

Har Ek Musibat Hi,
Khud Hal Ho Jayegi,
Jab Morachhadi Laharayega,
Godi Mein Baithakar Ke,
Seene Se Lagakar Ke,
Tere Sir Par Hath Phirayega,
Jitne Bhi Ashk Bahe Tere,
Har Ek Ka Mol Chukayega,
Kanhaiya Dauda Aayega
Kanhaiya Dauda Aayega ॥

Vishwas Ki Dori Ko,
Tu Tham Le Kas Kar Ke,
Banka Na Hoga Baal Tera,
Saye Sa ‘Tarun’ Tere,
Sang Chalta Jayega,
Ye Bankar Ke Rakhwal Tera,
Sankat Pe Sankat Banakar Ke,
Mera Shyam Swayan Chadh Jayega,
Kanhaiya Dauda Aayega
Kanhaiya Dauda Aayega ॥
Bhaktibharat Lyrics

Apne Bhagat Ki,
Aankh Mein Aansu,
Dekh Na Payega,
Jab Jab Bhi Shyam Divanon Ke,
Sar Pe Sankat Mandrayega,
Kanhaiya Dauda Aayega,
Apne Bhagton Ke Liye,
Kuchh Bhi Kar Jayega,
Kanhaiya Dauda Aayega ॥

| | | | | | | |

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Shashthi

Shashthi

Shashthi | Mother of Skanda, Protector of Children, Fertility Goddess

Krishna

Krishna

Krishna | Story, Meaning, Description, & Legends

Kurma

Kurma

Kurma | Avatar, Incarnation & Vedic

Matsya

Matsya

Matsya | Avatar, Fish God & Incarnation

Nataraja

Nataraja

Nataraja | Shiva, Cosmic Dance & Symbolism

Skanda

Skanda

Skanda | God of War, Warrior God, Son of Shiva

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Chamunda Devi Mandir

Chamunda Devi Mandir

Dhampur, Uttar Pradesh

Shree Charbhuja Nath Mandir Namli

Shree Charbhuja Nath Mandir Namli

Namli, Madhya Pradesh

शिवमंदिर ईटभट्रटा

शिवमंदिर ईटभट्रटा

Khandwa, Madhya Pradesh

Arya Samaj In Ghaziabad(U.P)

Arya Samaj In Ghaziabad(U.P)

Gurugram, Haryana

Valank Talai Hanumanji Mandir

Valank Talai Hanumanji Mandir

Jhalod, Gujarat

Guru Ravidass

Guru Ravidass

Salarpura, Haryana

View All
Searches leading to this page
Kanhaiya Dauda Aayega bhajan | Kanhaiya Dauda Aayega bhajan in English | Kanhaiya Dauda Aayega devotional song | Kanhaiya Dauda Aayega bhajan lyrics | Kanhaiya Dauda Aayega bhajan youtube | Kanhaiya Dauda Aayega bhajan online | Kanhaiya Dauda Aayega religious song | Kanhaiya Dauda Aayega bhajan for meditation