The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai | किसी के काम जो आये, उसे इन्सान कहते हैं: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Kisi Ke Kam Jo Aaye,
Use Insan Kahte Hain ।
Paraya Dard Apnaye,
Use Insan Kahte Hain ॥Kabhi Dhanvan Hai Kitna,
Kabhi Insan Nirdhan Hai ।
Kabhi Sukh Hai, Kabhi Dukh Hai,
Isi Ka Naam Jeevan Hai ॥
Jo Mushkil Mein Na Ghabraye,
Use Insan Kahte Hain ॥

Kisi Ke Kam Jo Aaye,
Use Insan Kahte Hain ।
Paraya Dard Apnaye,
Use Insan Kahte Hain ॥

Yah Duniyan Ek Uljhan Hai,
Kahin Dhokha Kahin Thokar ।
Koi Hans-hans Ke Jeeta Hai,
Koi Jeeta Hai Ro-rokar ॥
Jo Girkar Phir Sambhal Jaaye,
Use Insan Kahte Hain ॥

Kisi Ke Kam Jo Aaye,
Use Insan Kahte Hain ।
Paraya Dard Apnaye,
Use Insan Kahte Hain ॥

Agar Galti Rulati Hai,
To Rahen Bhi Dikhati Hai ।
Manuj Galti Ka Putla Hai,
Yah Aksar Ho Hi Jati Hai ॥
Jo Kar Le Theek Galti Ko,
Use Insan Kahte Hain ॥

Kisi Ke Kam Jo Aaye,
Use Insan Kahte Hain ।
Paraya Dard Apnaye,
Use Insan Kahte Hain ॥

Yon Bharne Ko to Duniyan Mein,
Pashu Bhi Pet Bharte Hain ।
Liye Insan Ka Dil Jo,
Vo Nar Parmarth Karte Hain ॥
Pathik Jo Bant Kar Khaye,
Use Insan Kahte Hain ॥

Kisi Ke Kam Jo Aaye,
Use Insan Kahte Hain ।
Paraya Dard Apnaye,
Use Insan Kahte Hain ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Hanuman

Hanuman

Hanuman | Hindu Monkey God, Ramayana Character

Kalkin

Kalkin

Kalkin | Avatar, Destroyer & Preserver

Krishna

Krishna

Krishna | Story, Meaning, Description, & Legends

Shashthi

Shashthi

Shashthi | Mother of Skanda, Protector of Children, Fertility Goddess

Vishvakarman

Vishvakarman

Vishvakarman | God of Creation, Craftsmen & Architects

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Mahunag Temple (Shiv Temple)

Mahunag Temple (Shiv Temple)

Hamirpur, Himachal Pradesh

Hanuman Mandir

Hanuman Mandir

Sahibzada Ajit Singh Nagar, Punjab

Radha Krishna Mandir

Radha Krishna Mandir

Limdi, Gujarat

Shree Bahuchar Mata Temple

Shree Bahuchar Mata Temple

Kherva, Gujarat

Mata and Old Temple

Mata and Old Temple

Palra, Haryana

Prachin Veshnov Mata Mandir

Prachin Veshnov Mata Mandir

New Delhi, Delhi

View All
Searches leading to this page
Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai bhajan | Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai bhajan in English | Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai devotional song | Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai bhajan lyrics | Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai bhajan youtube | Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai bhajan online | Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai religious song | Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai bhajan for meditation
Similar videos of Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai | किसी के काम जो आये, उसे इन्सान कहते हैं: भजन | In English
Video PlaceholderVideo Play Icon

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai By Dhiraj Kant

Video PlaceholderVideo Play Icon

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai By Shri Krishna Chandra Shastri Thakur Ji