The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi | किसलिए आस छोड़े कभी ना कभी - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Kis Liye Aas Chhode Kabhi Na Kabhi,
Kshan Virah Ke Milan Mein Badal Jayenge ।
Nath Kab Tak Rahenge Kade Ek Din,
Dekhkar Prem Ansoo Pighal Jayenge ॥
॥ Kis Liye Aans Chhoden.. ॥Sabri Kevat Jatayu Ahilyaji Ke,
Paas Pahunche Swayam Chhodkar Ke Avadh ।
Ye Hain Ghatnayen Sach to Bharosa Hamen,
Khud-ba-khud Aap Akar Ke Mil Jayenge ॥
॥ Kis Liye Aans Chhoden.. ॥

Darsh Dene Ko Raghuvar Ji Ayenge Jab,
Hum Na Manenge Apni Chalaye Bina ।
Jane Denge Na Vapis Kisi Shart Par,
Bas Kamal Pad Pakadkar Machal Jayenge ॥
॥ Kis Liye Aans Chhoden.. ॥

Phir Sunayenge Khoti-khari Aapko,
Aur Puchhenge Deri Lagai Kahan?
Phir Nivedan Karenge Na Chhodo Hamen,
Prabhu Ki Joothan Prasadi Pe Pal Jayenge ॥
॥ Kis Liye Aans Chhoden.. ॥

Swapn Sakar Hoga Tabhi Ram Ji,
\"Jan\" Pe Ho Jaye Thodi Kripa Apki ।
Poorn Kar Do Manorath Yah \"Rajesh\" Ka,
Jane Kab Pran Tan Se Nikal Jayenge ॥

Kisliye Aas Chhoden, Kabhi Na Kabhi,
Kshan Virah Ke Milan Mein Badal Jayenge ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Mitra

Mitra

Mitra | Vedic Deity, Solar Deity, Protector

Yama

Yama

Yama | Ruler of Dead, Judge of Souls & Lord of Dharma

Durga

Durga

Durga | Goddess, Personality, & Story

Brahma

Brahma

Brahma | Creator, Preserver & Destroyer

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara | Androgynous Form, Shiva-Shakti & Hinduism

Brihaspati

Brihaspati

Brihaspati | Guru, Vedic God & Teacher

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

hindu mandir

hindu mandir

Choukdi, Madhya Pradesh

AADI SHAKTI DURGA MANDIR

AADI SHAKTI DURGA MANDIR

Delhi, Delhi

Shree Ramaji Mandir

Shree Ramaji Mandir

Katwara, Gujarat

Naina Devi Temple,Jaral Samsoh

Naina Devi Temple,Jaral Samsoh

Jaral, Himachal Pradesh

Dhathuria Baba Mandir

Dhathuria Baba Mandir

Mayil, Bihar

Sankat Mochan Shiv Shakti Mandir

Sankat Mochan Shiv Shakti Mandir

Delhi, Delhi

View All
Searches leading to this page
Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi bhajan | Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi bhajan in English | Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi devotional song | Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi bhajan lyrics | Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi bhajan youtube | Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi bhajan online | Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi religious song | Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi bhajan for meditation
Similar videos of Kisliye Aas Chhauden Kabhi Na Kabhi | किसलिए आस छोड़े कभी ना कभी - भजन | In English
Video PlaceholderVideo Play Icon

By Pujya Rajan Ji