The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Koi Aisi Khol Nahin | कोई ऐसी खोल नहीं है: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Koi Aisi Khol Nahin Hai,
Jismen Tu Chhup Paayega ॥Doha – Sheesh Dhako to Paanv Khule Re,
Paanv Dhako to Sheesh,
Ajab Chadariya Trishna Ki Hai,
Jisme Jeevan Jaye Beet ॥

Koi Aisi Khol Nahin Hai,
Jismen Tu Chhup Paayega,
Prabhu Ke Naam Ki Odh Chadariya,
Tan Mann Sab Dak Jayega ॥

Bade Gun Wali Prabhu Naam Ki Chadariya,
Jismen Prabhu Se Mangi Mili Chadariya,
Tulsidas Ne Bhakti Karke,
Ram Chadariya Odh Li,
Ramcharit Gaakar Ke Ram May,
Ban Gayi Jag Mein Tulsi,
Bina Vastra Tu Aaya Jagat Mein,
Bina Vastra Hi Jayega,
Prabhu Ke Naam Ki Odh Chadariya,
Tan Mann Sab Dak Jayega,
Koin Aisi Khol Nahi Hai,
Jismen Tu Chhup Payega ॥

Meera Ne Odhi Krishn Naam Ki Chadariya,
Nandlala Ki Mann Mein Baaji Basuriya,
Vish Ka Pyala Rana Bheja,
Pi Gayi Meera Hanskar,
Saara Vish Amrit Sa Ho Gaya,
Krishn Chadariya Chhukar,
Ajar Amar Prabhu Naam Chadariya,
Odh Amar Pad Payega,
Prabhu Ke Naam Ki Odh Chadariya,
Prabhu Ke Naam Ki Odh Chadariya,
Tan Mann Sab Dak Jayega,
Koin Aisi Khol Nahi Hai,
Jismen Tu Chhup Payega ॥

Sur Ne Odhi Hari Naam Ki Chadariya,
Darshan Paye Prabhu Sur Bin Akhiyan,
Shyam Sundar Ke Baal Roop Mein,
Rami Bhavna Unki,
Bhakti Mein Shakti Phir Jagi,
Khul Gayi Akhiyan Mann Ki,
Prabhu Ke Naam Ki Jyot Jaga Tu,
Hari Ka Darshan Payega,
Prabhu Ke Naam Ki Odh Chadariya,
Tan Mann Sab Dak Jayega,
Koin Aisi Khol Nahi Hai,
Jismen Tu Chhup Paayega ॥

Koin Aisi Khol Nahin Hai,
Jismen Tu Chhup Payega,
Prabhu Ke Naam Ki Odh Chadariya,
Tan Mann Sab Dak Jayega ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Matsya

Matsya

Matsya | Avatar, Fish God & Incarnation

Saptamatrika

Saptamatrika

Saptamatrika | Goddesses, Hinduism, Worship

Surya

Surya

Surya | God, Meaning, & Hinduism

Vasudeva

Vasudeva

Vasudeva | Vishnu Avatar, Avatar of Love, Preserver

Lokapāla

Lokapāla

Lokapala | Definition & Facts

Varuna

Varuna

Varuna | Vedic God, Hinduism, Sky God

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Buddhist Temple Tillordhar

Buddhist Temple Tillordhar

Himachal Pradesh

Guru Ravidass Temple

Guru Ravidass Temple

Mohammadpur Sotter, Haryana

Shiv Shivalaya Lehri Shah Mandir

Shiv Shivalaya Lehri Shah Mandir

Bal Sanda, Punjab

Shri Ram Mandir

Shri Ram Mandir

Nayapura, Rajasthan

Shri Prem Prakash Ashram

Shri Prem Prakash Ashram

Palwal, Haryana

Shree 1008 Mahaveer Swami Digambar Temple

Shree 1008 Mahaveer Swami Digambar Temple

Gandhinagar, Gujarat

View All
Searches leading to this page
Koi Aisi Khol Nahin bhajan | Koi Aisi Khol Nahin bhajan in English | Koi Aisi Khol Nahin devotional song | Koi Aisi Khol Nahin bhajan lyrics | Koi Aisi Khol Nahin bhajan youtube | Koi Aisi Khol Nahin bhajan online | Koi Aisi Khol Nahin religious song | Koi Aisi Khol Nahin bhajan for meditation