The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai | मैं हार गया जग से, अब तुमको पुकारा है: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Main Haar Gaya jag Se,
Ab Tumko Pukara Hai,
Duniya Se Suna Hai Tu,
Hare Ka Sahara Hai,
Hare Ka Sahara Hai,
Main Haar Gaya Jag Se,
Ab Tumko Pukara Hai ॥Main Raat Amavas Ki,
Tum Sukh Ka Savera Ho,
Tere Bin Sunata Nahin,
Koi Duhkh Mera Ho,
Koi Duhkh Mera Ho,
Tu Sunata Hai Sabaki,
Mujhase Kyon Kinara Hai,
Duniya Se Suna Hai Tu,
Hare Ka Sahara Hai,
Hare Ka Sahara Hai,
Main Haar Gaya Jag Se,
Ab Tumko Pukara Hai ॥

Ye Kaisa Bandhan Hai,
Ye Kaisa Naata Hai,
Har Pal Tu Yadon Mein,
Aata Aur Jata Hai,
Aata Aur Jata Hai,
Teri Sanwari Surat Ko,
Ab Maan Mein Utaara Hai,
Duniya Se Suna Hai Tu,
Hare Ka Sahara Hai,
Hare Ka Sahara Hai,
Main Haar Gaya Jag Se,
Ab Tumko Pukara Hai ॥

Duniya Ki Kha Thokar,
Dar Tere Aaya Hoon,
Sar Par Ab Haath Dharo,
Main Bahut Sataaya Hoon,
main bahut sataaya hoon,
‘Pravin’ Ka Tere Bin,
Palabhar Na Guzaara Hai,
Duniya Se Suna Hai Tu,
Hare Ka Sahara Hai,
Hare Ka Sahara Hai,
Main Haar Gaya Jag Se,
Ab Tumko Pukara Hai ॥

Main Haar Gaya jag Se,
Ab Tumko Pukara Hai,
Duniya Se Suna Hai Tu,
Hare Ka Sahara Hai,
Hare Ka Sahara Hai,
Main Haar Gaya Jag Se,
Ab Tumko Pukara Hai ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Indra

Indra

Indra | Hindu God of War, Rain & Thunder

Agni

Agni

Agni | Vedic Deity, Fire God, Hinduism

Durga

Durga

Durga | Goddess, Personality, & Story

Saptamatrika

Saptamatrika

Saptamatrika | Goddesses, Hinduism, Worship

Kalkin

Kalkin

Kalkin | Avatar, Destroyer & Preserver

Nataraja

Nataraja

Nataraja | Shiva, Cosmic Dance & Symbolism

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shri Bharav Mandir

Shri Bharav Mandir

Banmore, Madhya Pradesh

Harkhaba Nu Mandir

Harkhaba Nu Mandir

Bhadran, Gujarat

Ramdev Temple

Ramdev Temple

Dumad, Gujarat

Dakshina Kali Ashram

Dakshina Kali Ashram

Bir Khas, Himachal Pradesh

Hanuman Temple

Hanuman Temple

Siwana, Rajasthan

Sitaram temple Gdhkjuriya

Sitaram temple Gdhkjuriya

Garhkhajuriya, Madhya Pradesh

View All
Searches leading to this page
Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai bhajan | Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai bhajan in English | Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai devotional song | Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai bhajan lyrics | Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai bhajan youtube | Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai bhajan online | Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai religious song | Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai bhajan for meditation