The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Marna Hai Too Ek Bar Maro | मरना है तो एक बार मरो - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Marna Hai to Ek Baar Maro,
Phir Chaurasi Mein Padna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya ॥Karke Bhajan Man Nirmal Karlo,
Dhyan Prabhu Ka Har Pal Karlo,
Bhitar Ke Jab Mel Na Dhoye,
Bhitar Ke Jab Mel Na Dhoye,
Bahar Roop Sanvrna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya ॥

Bhala Bura Ka Gyan Rahega,
Parmeshwar Phir Sath Rahega,
Jab Raghunath Ka Hath Ho Sar Pe,
Jab Raghunath Ka Hath Ho Sar Pe,
Phir Hai Kisi Se Darna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya ॥

Katu Vachan Bhi Sahna Padega,
Raah Kathin Hai Chalna Padega,
Shyam Prem Mein Pagal Hua to,
Shyam Prem Mein Pagal Hua to,
Phir Papon Se Darna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya ॥

Nek Karm Bin Janam Bitana,
Uska Bhi Jeena Hai Kya Jeena,
Bhakti Ke Moti Chun Na Sake Phani,
Bhakti Ke Moti Chun Na Sake Phani,
Khak Se Jholi Bharna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya ॥

Marna Hai to Ek Baar Maro,
Phir Chaurasi Mein Padna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya,
Har Baar Ka Marna Marna Kya ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Kubera

Kubera

Kubera | God of Wealth, Hinduism, Yaksha

Shashthi

Shashthi

Shashthi | Mother of Skanda, Protector of Children, Fertility Goddess

Mitra

Mitra

Mitra | Vedic Deity, Solar Deity, Protector

Skanda

Skanda

Skanda | God of War, Warrior God, Son of Shiva

Krishna

Krishna

Krishna | Story, Meaning, Description, & Legends

Balarama

Balarama

Balarama | Avatar, Brother & Warrior

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Sri Neelkanth Mahadev Temple

Sri Neelkanth Mahadev Temple

Santhu, Rajasthan

Sant Shri Asharamji Ashram

Sant Shri Asharamji Ashram

Hisar,, Haryana

Shankar Temple

Shankar Temple

Amarpur, Madhya Pradesh

Jay Mataji

Jay Mataji

Lushala, Gujarat

Rajeshwari Mata Temple

Rajeshwari Mata Temple

Kandaghat, Himachal Pradesh

Shani Dev Mandir

Shani Dev Mandir

Rajpura, Punjab

View All
Searches leading to this page
Marna Hai Too Ek Bar Maro bhajan | Marna Hai Too Ek Bar Maro bhajan in English | Marna Hai Too Ek Bar Maro devotional song | Marna Hai Too Ek Bar Maro bhajan lyrics | Marna Hai Too Ek Bar Maro bhajan youtube | Marna Hai Too Ek Bar Maro bhajan online | Marna Hai Too Ek Bar Maro religious song | Marna Hai Too Ek Bar Maro bhajan for meditation
Similar videos of Marna Hai Too Ek Bar Maro | मरना है तो एक बार मरो - भजन | In English
Video PlaceholderVideo Play Icon

Marna Hai Too Ek Bar Maro By Swami Ramdev