Mero Banke Bihari Anmol Rasiya ॥Doha – Banke Bihari Ki,
Banki Ada Pe,
Main Baar Baar Bali Jaoon,
Janam Janam Vrindavan Raja,
Tere Charnan Ki Raj Paoon ॥
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya,
Ho Rasbasiya Ho Rangrasiya,
O Mere Man Basiya,
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya ॥
Pyari-pyari Saloni Teri Suratiya,
Mere Man Mein Basi Hai Teri Muratiya,
Pyari-pyari Saloni Teri Suratiya,
Mere Man Mein Basi Hai Teri Mooratiya,
Tu Hai Mera Main Hoon Teri,
O Mere Sanwariya,
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya ॥
Kaisi Jaadu Bhari Hai Teri Bansuriya,
Maine Jabse Suni Main Ho Gayi Bawariya,
Kaisi Jaadu Bhari Hai Teri Bansuriya,
Maine Jab Se Suni Main Ho Gayi Bawariya,
Mere Man Mein Mere Tan Mein,
Base Nat Nagariya,
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya ॥
Moti Moti Yah Teri Kajraari Akhiyaan,
Meethi Meethi Madhur Mand Mand Hansiya,
Moti Moti Yah Teri Kajrari Akhiyan,
Meethi Meethi Madhur Mand Mand Hansiya,
Mukut Tirchha Nain Tirchhe,
Charan Mein Paijaniya,
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya ॥
Main Hoon Pagal Tumhari Tum Ho Mere Piya,
Tere Darshan Ko Tarse Hai Mera Jiya,
Main Hoon Pagal Tumhari Tum Ho Mere Piya,
Tere Darshan Ko Tarse Hai Mera Jiya,
‘Chitr Vichitr’ Ne Jeevan,
Tumhare Naam Kar Diya,
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya ॥
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya,
Ho Rasbasiya Ho Rangrasiya,
O Mere Man Basiya,
Mero Banke Bihari Anmol Rasiya,
Mero Kunj Bihari Anmol Rasiya ॥