The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Prabhu Humpe Daya Karna | प्रभु हम पे कृपा करना, प्रभु हम पे दया करना - भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Prabhu Humpe Daya Karna, Kripa Karna Daya Karna।
Vaikunth Too Yahi Hai, Hirdaya Mein Raha Karna॥Gunjenge Raag Bankar, Veena Ki Tar Banke।
Pragatoge Mein Naath Mere, Hirdaya Mein Pyaar Banke।
Har Ragimi Ki Dhun Pe, Swar Ban Ke Utha Karna।
Vaikunth Too Yahi Hai, Hirdaya Mein Raha Karna॥
॥ Prabhu Humpe Daya Karna...॥

Nachenge Mor Bankar, Hey Shyam Tere Dware।
Ghanshyam Chhaye Rehna, Ban Kar Ke Megh Kare।
Amrit Ki Dhar Bankar, Pyason Pe Daya Karna।
Vaikunth Too Yahi Hai, Hirdaya Mein Raha Karna॥
॥ Prabhu Humpe Daya Karna...॥

Tere Viyog Mein Hum, Din Raat Hain Udasi।
Apni Sharan Mein Le Lo, Hey Nath Vraj Ke Vasi।
Tum So Hum Shabd Bankar, Pranon Mein Rama Karna।
Vaikunth Too Yahi Hai, Hirdaya Mein Raha Karna॥

Prabhu Humpe Daya Karna, Kripa Karna Daya Karna।
Vaikunth Too Yahi Hai, Hirdaya Mein Raha Karna॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara

Ardhanarishvara | Androgynous Form, Shiva-Shakti & Hinduism

Vishnu

Vishnu

Vishnu | Hindu deity

Kalkin

Kalkin

Kalkin | Avatar, Destroyer & Preserver

Surya

Surya

Surya | God, Meaning, & Hinduism

Narasimha

Narasimha

Narasimha | Avatar, Protector & Incarnation

Balarama

Balarama

Balarama | Avatar, Brother & Warrior

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shubh Narayn Temple

Shubh Narayn Temple

Rumsu, Himachal Pradesh

Mr. Kedhapti Hanuman Vnwasi Ram Ashram

Mr. Kedhapti Hanuman Vnwasi Ram Ashram

Ujjainiya, Madhya Pradesh

Mata Mandir

Mata Mandir

Ahmedabad, Gujarat

Balaji Astro Services

Balaji Astro Services

Delhi, Delhi

Vishnupad Mandir

Vishnupad Mandir

Gaya, Bihar

Mandir

Mandir

Surat, Gujarat

View All
Searches leading to this page
Prabhu Humpe Daya Karna bhajan | Prabhu Humpe Daya Karna bhajan in English | Prabhu Humpe Daya Karna devotional song | Prabhu Humpe Daya Karna bhajan lyrics | Prabhu Humpe Daya Karna bhajan youtube | Prabhu Humpe Daya Karna bhajan online | Prabhu Humpe Daya Karna religious song | Prabhu Humpe Daya Karna bhajan for meditation