The official logo for the brand - Spiritual Hindu

Spiritual Hindu

DeitiesTemplesDaily PanchangAartiBhajansChalisaAbout UsContact Us

Ramchandra Keh Gaye Siya Se | रामचंद्र कह गये सिया से: भजन | In English

Video
Audio
Lyrics
Video PlaceholderVideo Play Icon
Language:
EnglishHindi
Icon for share on facebookIcon for share on twitterIcon for share on pinterestIcon for share on whatsapp
Icon for copy
Ramchandra Kah Gaye Siya Se,
Hey Ramchandra Kah Gaye Siya Se,
Aisa Kalyug Aayega,
Hans Chugega Dana Dunka,
Hans Chugega Dana Dunka,
Kauwa Moti Khayega ॥Siya Ne Puchha –
Kalyug Me Dharam Karam Ko Koi Nahi Manega
To Prabhu Bole –
Dharam Bhi Hoga, Karam Bhi Hoga
Dharam Bhi Hoga, Karam Bhi Hoga Lekin Sharam Nahi Hogi
Baat Baat Pe Maat Pita Ko, Baat Baat Pe Maat Pita Ko,
Beta Aankh Dikhayega,
Hans Chugega Dana Dunka, Hans Chugega Dana Dunka,
Kauwa Moti Khayega ॥

Raja Aur Praja Dono Me
Hogi Nisadin Khechataani Khechatani
Kadam Kadam Par Karege Dono, Apni Apni Mana Mani
Jiske Hath Me Hogi Lathi, Jiske Hath Me Hogi Lathi
Bhais Wahi Le Jayega,
Hans Chugega Dana Dunka, Hans Chugega Dana Dunka,
Kauwa Moti Khayega ॥

Suno Siya Kalyug Me Kala Dhan Aur,
Kale Man Hoge, Kale Man Hoge,
Chor Uchkke Nagar Seth Aur Prabhu Bhakt,
Nirdhan Hoge, Nirdhan Hoge,
Jo Hoga Lobhi Aur Bhogi,
Jo Hoga Lobhi Aur Bhogi Vo Jogi Kahalayega,
Hans Chugega Daana Dunka, Hans Chugega Dana Dunka,
Kauwa Moti Khayega ॥

Mandir Suna Suna Hoga Bhari Rahegi Madhushala,
Haan Madhushala
Peeta Ke Sang Sang Bhari Sabha Me Nachegi,
Ghar Ki Bala, Ghar Ki Bala
Kaisa Kanyadan Pita Hi,
Kaisa Kanyadan Pita Hi, Kanya Ka Dhan Khayega,
Hans Chugega Dana Dunka, Hans Chugega Dana Dunka,
Kauwa Moti Khayega ॥

Ramchandra Kah Gaye Siya Se
Hey Ramchandra Kah Gaye Siya Se Aisa Kalyug Aayega,
Hans Chugega Dana Dunka, Hans Chugega Dana Dunka,
Kauwa Moti Khayega ॥

Moorakhki Preet Buri Jue Ki Jeet Buri
Bure Sang Baith Baith Bhaage Hi Bhaage
Kaajalki Kothri Me Kaise Hi Jatan Karo
Kaajal Ka Daag Bhai Lage Hi Lage
Kitna Jati Ho Koi Kitna Sati Ho Koi
Kaamni Ke Sang Kaam Jaage Hi Jaage
Suno Kahe Gopiram Jiska Hai Ramdham
Uska to Phand Gale Lage Hi Lage
Uska to Phand Gale Lage Hi Lage ॥

Unveiling Connected Deities

Discover the Spiritual Tapestry of Related Deities

Kalkin

Kalkin

Kalkin | Avatar, Destroyer & Preserver

Parvati

Parvati

Parvati | Shakti, Shiva’s Consort & Mother Goddess

Vishvakarman

Vishvakarman

Vishvakarman | God of Creation, Craftsmen & Architects

Prajapati

Prajapati

Prajapati | Creator God, Vedic God & Vedic Rituals

Surya

Surya

Surya | God, Meaning, & Hinduism

Sarasvati

Sarasvati

Sarasvati | Definition, Depictions, Worship, & River

View All

Discover Sacred Temples

Embark on a Spiritual Journey Through Related Temples

Shiv Mandir

Shiv Mandir

Pali Birsinghpur, Madhya Pradesh

Mata Wale Sarkar

Mata Wale Sarkar

Rithora Khurd, Madhya Pradesh

Meldi Mata Nu Mandir

Meldi Mata Nu Mandir

Dolatpura, Gujarat

Brahmani Mataji Temple

Brahmani Mataji Temple

Rajasthan

Sai Baba Mandir

Sai Baba Mandir

Jodhpur, Rajasthan

Gaddi Sidh Shri Bawa Balak Nath

Gaddi Sidh Shri Bawa Balak Nath

New Delhi, Delhi

View All
Searches leading to this page
Ramchandra Keh Gaye Siya Se bhajan | Ramchandra Keh Gaye Siya Se bhajan in English | Ramchandra Keh Gaye Siya Se devotional song | Ramchandra Keh Gaye Siya Se bhajan lyrics | Ramchandra Keh Gaye Siya Se bhajan youtube | Ramchandra Keh Gaye Siya Se bhajan online | Ramchandra Keh Gaye Siya Se religious song | Ramchandra Keh Gaye Siya Se bhajan for meditation